"PHIR BHI TUMKO CHAAHUNGA" SONG INFO
Singer | Arijit Singh, Shashaa Tirupati |
Album | Half Girlfriend |
Lyricist | Manoj Muntashir |
Music | Mithoon |
Director | Mohit Suri |
Cast | Arjun Kapoor, Shraddha Kapoor |
Language | Hindi |
Music Label | Zee Music Company |
Tum mere ho iss pal mere ho
Kal shayad yeh aalam na rahe
Kuch aisa ho tum tum na raho
Kuch aisa ho hum, hum na rahein…Yeh raaste alag ho jaaye
Chalte chalte hum kho jaayein…Main phir bhi tumko chahunga… (x4)
Iss chahat mein marr jaaunga
Main phir bhi tumko chahunga
Meri jaan main har khamoshi mein
Tere pyaar ke naghme gaaunga
mmm…Main phir bhi tumko chahoonga
Main phir bhi tumko chahoonga
Iss chaahat mein mar jaaunga
Main phir bhi tumko chahungaAise zaroori ho mujhko tum
Jaise hawayein saanson ko
Aise talashun main tumko
Jaise ki pair zameeno koHasna ya rona ho mujhe
Paagal sa dhoondhu main tumhe
Kal mujhse mohabbat ho na ho
Kal mujhko ijaazat ho na ho
Toote dil ke tukde lekar
Tere darr pe hi reh jaaunga
mmm…Main phir bhi tumko chahunga
Main phir bhi tumko chahunga
Iss chahat mein mar jaaunga
Main phir bhi tumko chaahungaTum yun miley ho jabse mujhe
Aur sunehari main lagti hoon
Sirf labon se nahi ab toh
Poore badan se hansti hoonMere din raat salone se
Sab hain tere hi hone se
Yeh saath hamesha hoga nahin
Tum aur kahin main aur kahinLekin jab yaad karoge tum
Main banke hawaa aa jaaunga
O…Main phir bhi tumko chahunga
Main phir bhi tumko chahunga
Iss chahat mein marr jaunga
Main phir bhi tumko chahungaMain phir bhi tumko chaahunga (x4)
मैं फिर भी तुमको चाहूँगा LYRICS IN HINDI
तुम मेरे हो इस पल मेरे हो
कल शायद यह आलम ना रहे
कुछ ऐसा हो तुम तुम ना रहो
कुछ ऐसा हो हम, हम ना रहें…यह रास्ते अलग हो जाएँ
चलते चलते हम खो जाएँ…मैं फिर भी तुमको चाहूँगा… (x4)
इस चाहत में मर जाऊँगा
मैं फिर भी तुमको चाहूँगा
मेरी जान मैं हर ख़ामोशी में
तेरे प्यार के नग़में गाऊँगा… म्म…मैं फिर भी तुमको चाहूँगा
मैं फिर भी तुमको चाहूँगा
इस चाहत में मर जाऊँगा
मैं फिर भी तुमको चाहूँगाऐसे ज़रूरी हो मुझको तुम
जैसे हवाएँ साँसों को
ऐसे तलाशूँ मैं तुमको
जैसे कि पैर ज़मीनो कोहँसना या रोना हो मुझे
पागल सा ढूँढूँ मैं तुम्हे
कल मुझसे मोहब्बत हो ना हो
कल मुझको इजाज़त हो ना हो
टूटे दिल के टुकड़े लेकर
तेरे दर पे ही रह जाऊँगा… म्म…मैं फिर भी तुमको चाहूँगा
मैं फिर भी तुमको चाहूँगा
इस चाहत में मर जाऊँगा
मैं फिर भी तुमको चाहूँगातुम यूँ मिले हो जबसे मुझे
और सुनहरी मैं लगती हूँ
सिर्फ़ लबों से नहीं अब तो
पूरे बदन से हँसती हूँमेरे दिन रात सलोने से
सब है तेरे ही होने से
यह साथ हमेशा होगा नहीं
तुम और कहीं मैं और कहींलेकिन जब याद करोगे तुम
मैं बनके हवा आ जाऊँगा
ओ…मैं फिर भी तुमको चाहूँगा
मैं फिर भी तुमको चाहूँगा
इस चाहत में मर जाऊँगा
मैं फिर भी तुमको चाहूँगामैं फिर भी तुमको चाहूँगा (x4)
Written by:
Manoj Muntashir
Post a Comment